Full Lyrics: Main tujhse pyar nahi karta Main tujhse pyar nahi karta Par koi aisi sham nahin Jab main apni tanhai mein Tera intezar nahin karta Main tujhse pyaar nahin karta Dil se ye kehta rehta hoon Par teri saanson mein chhup ke Main saansein leta rehta hoon Is se inkaar nahin karta Main tujhse pyaar nahin karta Mujhe kuch bhi yaad nahi rehta Kab din dooba, kab raat hui Abhi kal ki baat hai Pehron tak meri deewaaron se baat hui Jo hosh zaraa sa baaqi hai Lagta hai khone waala hoon Afwaah udi hai yaaron mein Main paagal hone waala hoon Main tujhse pyaar nahin karta Main tujhse pyaar nahi karta Main tujhse pyaar nahi karta Par aisa koi din hai kya? Jab yaad tuje teri baaton ko Sau-sau baar nahi karta Sau-sau baar nahi karta